Jul 20, 2008

"Pappu Can't Dance Saala"



Hai muscular, hai popular
Spectacular, he's a bachelor.
Pappu ki gari tezz hai,
Pappu kuriyon main craze hai
Pappu ki aankhen light blue,
Pappu dikhta angrez hai!
Rado ki ghari haathon main,
Perfume Gucci walla.

Par Pappu can't dance sala!

Paida Pappu hua toh qismeten chamkeen
Aur uske moon main thi chaandi ki chamchi
Pappu ke paas hai pesa
Haathon ke mail jesa
Pappu yaaron ka yaar hai

Par Pappu can't dance saala
Pappu naach nai sakta!

Paapa kehte hai bara naam karega
Mera Pappu toh aisa kaam karega
Pappu ke paas hai MBA
Karta hai France main holiday
Pappu guitar bajata hai
Jahan jaata hai chaa jata hai!

Par Pappu can't dance saala!

No comments: